Humara naam Humma Manzoor hai. Taleem Graduation tak mukammal hai. Walid sahab ka apna cotton ka business hai. Apna 4 marla ka ghar hai. Hum Urdu speaking family hain aur asal mein Yousafzai Khan family se talluq rakhtay hain. Hum Multan, Bahawalpur, ya Muzaffargarh ke Urdu speaking, shareef aur taleem yafta khandaan se rishta chahte hain. m